Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de Kamsin Kali Teri Gali de Vinod Rathod - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

Kamsin Kali Teri Gali

Vinod Rathod

Canciones

kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat - 2 yeh nazakat
aankhon mein hai jheel si gehrai
kamsin kali teri gali

teri adaa sabse judaa
tu hai haseen aur main hu jawaan
meri adaa sabse judaa
main hu haseen main hu jawaan
aye maane na maane na maane na maane na
dil mera maane na maane na maane na
zulfen teri jaise ho ghat chaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat yeh nazakat

aye tujhse shuru tujhse khatam
mera jahaan aye jaaneman
mujhse shuru mujhse khatam
tera jahaan aye jaaneman
aaye jaaye na jaaye na jaaye na jaaye na
tere siwa dil kahi jaaye na
jara jaan le meri wafaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
masumiyat yeh nazakat

tu meri mohabbat hain
arey yeh meri kismat hain
main teri mohabbat hu
yeh teri kismat hain
aye aaye na aaye na aaye na aaye na
tere siwa chain bhi aaye na
ibaadat teri meri khudaai
kamsin kali teri gali - 2
dil chal pada leke angdaai
la la la la
zu zu zu zu

Más de Vinod Rathod

20 canciones
  • Bottle Mein Main
  • Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam
  • Loan De
  • Satrangi... Satrangi
  • Mast Mast Mastani
  • Maine paidal se ja raha tha unhe cycle se aa rahi thi
  • Signal Pe
  • Raam Rang Le
  • Halle Halle
  • Mahajabin No
  • Taala Khol De
  • Main Tumase Pyaar Karati Huun
  • Devaa Ho Devaa
  • Haay Ye Hava Jo Chhu Ke Jaaye
  • Imaan Dol Jayega
  • Aisi Deewangi
  • Aawara Nahi Saudagar Nahi
  • Aala Re Aala Govinda Aala
  • Rajaji rajaji
  • Holi Holi Holi
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA