Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de Jaise Radha Ne Mala de Lata Mangeshkar - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

Jaise Radha Ne Mala

Lata Mangeshkar

Canciones

jaise raadha ne maala japi shyaam ki - 2
main ne odhi chunariya tere naam ki
tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki
raadha ne ...

preet kya judi
preet kya judi, dor kya bandhi
bina jatan bina yatan ho gayi main nayi
bina mol ki main biki, bina daam ki
raadha ne ...

kya tarang hai
kya tarang hai, kya umang hai
more ang ang racha pi ka rang hai
sharm aayi, kaise kahu baat shyaam ki
raadha ne ...

pa liya tujhe, pa liya
pa liya tujhe, paai har khushi
chaahu baar baar chadhoon teri paalki
subah shaam ki ye pyaas bade kaam ki
raadha ne ...

Más de Lata Mangeshkar

20 canciones
  • Duniya Jab Jalti Hai
  • Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye
  • Duniya Jab Jalti Hai
  • Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye
  • Likho Padhoge To Aage Badhoge
  • Likho Padhoge To Aage Badhoge
  • Kaise Din Beete
  • Kaise Din Beete
  • Baat Baat Men Rootho Na
  • Baat Baat Men Rootho Na
  • Baad Muddat Ke
  • Baad Muddat Ke
  • Wah Wah Ramji (feat. S. P. Balasubrahmanyam)
  • Wah Wah Ramji (feat. S. P. Balasubrahmanyam)
  • Dhuan Banake Fiza Mein
  • Dhuan Banake Fiza Mein
  • Lodi
  • Ari Chod De Sajaniya
  • Ari Chod De Sajaniya
  • Chudi Maza Na Degi
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA