Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de Abb Kya Karenge Bhai, Abb Kaha Jayenge de Adnan Sami - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

Abb Kya Karenge Bhai, Abb Kaha Jayenge

Adnan Sami

Canciones

Abb kya karenge bhai, abb kaha jayenge bhaiye
abb kya karenge kya karenge bhaiye
abb kya karenge bhaiye, abb kaha jayenge bhaiye
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab, sayane hai janab
toh kar lije hisab

socha jo tumne woh duneeya saree mane naa
haste hai sare koyee dukhada toh naa jane naa
koyee bhee apna naa raha
abb dhire dhire jan le, abb duneeya ko pehchan le
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab, sayane hai janab
toh kar lije hisab
abb kya karenge bhai, abb kaha jayenge bhaiye
abb kya karenge kya karenge bhaiye
o re tora bhaiyya ghosla
re dekho nikal naa jaye tora khosla

dil ko lagaya iss dil ne hee bhagaya, bandh ke dil ko rakhana tha
kitna sataya kya kya tumse karaya, bandh ke dil ko rakhana tha
abb ho gaya jo saiya, abb kya karenge bhaiye
sayane hai janab, toh kar lije hisab
abb kya karenge bhai, abb kya karenge kaha jayenge bhaiye

panee hai yeh rishte sare panee, aayenge muthhee me nahee
phislan dhalane bimaree beimanee hai, aayenge muthhee me nahee
hai la liya jo bandhiye, sametiye abb bandhiye
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab. sayane hai janab
toh kar lije hisab
abb kya karenge bhai, abb kaha jayenge bhaiye
abb kya karenge kya karenge bhaiye
abb kya karenge bhai, abb kaha jayenge bhaiye
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab
sayane hai janab toh kar lije hisab

Más de Adnan Sami

20 canciones
  • Noor-E-Khuda
  • Lift Kara De
  • Kisi Din
  • Jaadoo Jaadoo
  • Dekha Tujhe Toh Yeh Shuru Huwa Silsila
  • Good Luck
  • Dekho Janeman Jahan Bhee Kahee Muskurana
  • Ishq Hota Nahin Sabhi Ke Liye
  • Jee Lo Yeh Hasi Ke Hai Jo Do Pal
  • Kasam
  • Phatte Phattenu Ghumake Rakh De
  • Kabhie Naee
  • Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaay
  • Barish Kee Rim Jhim Kuchh Ga Rahee Hai
  • Nashe Nashe Me Yar, Lo Khil Gayee Mastee
  • Dekho Dekho Dekho Dil Yeh Dole
  • Nazarein Teri Nazarein Aisa Jaadu Kar Gayi
  • Kaise Kaise Sapane Dekhe The
  • Badal Wo Aaye
  • Mehfuz Ishq Tera Hai Dil Mein Iss Tarah
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA