Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de 657057 de Udit Narayan - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

657057

Udit Narayan

Canciones

Pyaar ka matlab samjhegi voh
Jab sapnon mein kho jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Uske chehre ko maine padha hai
Kaun yeh usko bataaye
Uski aankhen to kehti hai mujhse
Laakh voh mujhse chhupaaye
Pyaar hai usko bhi, maanegi voh us din - 2
Jis din mere seene pe voh
Sar ko rakhkar so jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Roz milta hoon us dilrooba se
Phir bhi dil mera bhare na
Log kehte main uspe fida hoon
Voh yakeen mujhpe kare na
Jaan pe ban gayi, ban gayi hai jaan pe - 2
Jaan ka rona ab kya roye
Jaani hogi to jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Pyaar ka matlab samjhegi voh
Jab sapnon mein kho jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4

Más de Udit Narayan

20 canciones
  • Ho Gaya Hai Tujhko (feat. Lata Mangeshkar)
  • Koi Mil Gaya (feat. Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik)
  • Saanwali Si Ek Ladki
  • Khambe Jaisi Khadi Hai
  • Hawaon Ne Yeh Kaha
  • Jaadu Bhari Aankhon Waali
  • Bole Chudiyan (feat. Amit Kumar, Alka Yagnik, Sonu Nigam & Kavita Krishnamu
  • Ishq Mein Bajti Hai Ghanti
  • Dilruba Nakhrewali
  • Aage Aage Chahat Chali
  • Jaana Suno Hum Tum Pe
  • Dil mera todo na
  • Deewana Deewana
  • Chalak Chalak (feat. Vinod Rathod & Shreya Ghoshal)
  • Sona Sona Soniye
  • Kitni Bechain Hoke (feat. Alka Yagnik)
  • Kuch Kuch Hota Hai (feat. Alka Yagnik)
  • Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr
  • Ek Dilruba Hai
  • Tune Zindagi Mein - sad
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA