Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de 657045 de Udit Narayan - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

657045

Udit Narayan

Canciones

jaanam dekh lo mit gayi duriyaan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan
jaanam dekh lo mit gayi duriyaan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan

kaisi sarhaden kaisi majburiyan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan

tum chupa na sakogi main voh raaz hoon
tum bhula na sakogi voh andaaz hoon
gunjta hoon jo dil mein to hairaan ho kyon
main tumhaare hi dil ki to aawaaz hoon
sun sako to suno dhadkanon ki zubaan
main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
kaisi sarhaden kaisi majburiyan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan

main hi main ab tumhare khayalon mein hoon
main jawaabon mein hoon main sawaalon mein hoon

main tumhare har ek khwaab mein hoon basa
main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan
jaanam dekh lo mit gayi duriyaan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan
kaisi sarhaden kaisi majburiyan
main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan

main yahaan hoon yahaan hoon
yahaan hoon yahaan

Más de Udit Narayan

20 canciones
  • Ho Gaya Hai Tujhko (feat. Lata Mangeshkar)
  • Koi Mil Gaya (feat. Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik)
  • Saanwali Si Ek Ladki
  • Jaana Suno Hum Tum Pe
  • Sitaara Aankhein
  • Phoolon Sa Chehra Tera
  • Ruk Ja o Dil Deewane
  • Khambe Jaisi Khadi Hai
  • Hawaon Ne Yeh Kaha
  • Jaadu Bhari Aankhon Waali
  • Meri Neend Chura Le
  • Ishq Mein Bajti Hai Ghanti
  • Tune Zindagi Mein - sad
  • Bole Chudiyan (feat. Amit Kumar, Alka Yagnik, Sonu Nigam & Kavita Krishnamu
  • Sona Sona Soniye
  • Yeh Jeevan Pyaar Se
  • Deewana Deewana
  • Mubaarak Mubaarak
  • Kitni Bechain Hoke (feat. Alka Yagnik)
  • Chalak Chalak (feat. Vinod Rathod & Shreya Ghoshal)
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA