Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de 1527221 de Lata Mangeshkar - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

1527221

Lata Mangeshkar

Canciones

aaj main javaan ho gayi huun
gul se gulistaan ho gayi huun
ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan
bhulega mujh ko kabhi na

aaj main javaan ho gayi huun
gul se gulistaan ho gayi huun
ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan
bhulega mujh ko kabhi na

dagamaga rahe hain paanv aise
chal rahi huun main hava mein jaise
zulf ye bikhar gayi hai kaise
main to pareshaan ho gayi huun

aaj main javaan ho gayi huun
gul se gulistaan ho gayi huun
ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan
bhulega mujh ko kabhi na

main to ik qasam thi tuuti kaise
jis ne chain luuta nind luuti
jis ki baat par main huun ruuthi
us pe meharabaan ho gayi huun

aaj main javaan ho gayi huun
gul se gulistaan ho gayi huun
ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan
bhulega mujh ko kabhi na

Más de Lata Mangeshkar

20 canciones
  • Duniya Jab Jalti Hai
  • Duniya Jab Jalti Hai
  • Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye
  • Meri Yeh Payaliya Geet Tere Gaaye
  • Likho Padhoge To Aage Badhoge
  • Likho Padhoge To Aage Badhoge
  • Kaise Din Beete
  • Kaise Din Beete
  • Baat Baat Men Rootho Na
  • Baat Baat Men Rootho Na
  • Baad Muddat Ke
  • Baad Muddat Ke
  • Wah Wah Ramji (feat. S. P. Balasubrahmanyam)
  • Wah Wah Ramji (feat. S. P. Balasubrahmanyam)
  • Dhuan Banake Fiza Mein
  • Dhuan Banake Fiza Mein
  • Lodi
  • Ari Chod De Sajaniya
  • Ari Chod De Sajaniya
  • Chudi Maza Na Degi
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA