Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de Tadap Tadap (feat. Dominique Cerejo) de kk - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

Tadap Tadap (feat. Dominique Cerejo)

kk

Canciones

Bejaan dil ko, bejaan dil ko
Bejaan dil ko tere ishq ne zinda kiya
Phir tere ishq ne hi is dil ko tabah kiya

Tadap tadapke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Tadap tadapke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Tadap tadapke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Ajab hai ishq yaara
Pal do pal ki khushiyaan
Gam ke khazaane milte hain phir
Milti hai tanhaiyaan
Kabhi aansoon kabhi aahein
Kabhi shikve kabhi naalein
Tera chehra nazar aaye
Tera chehra nazar aaye
Mujhe din ke ujaalon mein
Teri yaadein tadpayein
Teri yaadein tadpayein
Raaton ke andheron mein
Tera chehra nazar aaye

Machal machalke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Agar mile khuda to
Poochhoonga khudaya
Jism mujhe deke mitti ka
Sheeshay sa dil kyon banaya
Aur us pe diya fitrat
Ke woh karta hai mohabbat
Waah re waah teri kudrat
Waah re waah teri kudrat
Us pe de diya kismat
Kabhi hai milan kabhi furqat
Kabhi hai milan kabhi furqat hai
Yehi kya wo mohabbat
Waah re waah teri kudrat

Sisak sisakke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Tadap tadapke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
To loot gaye haan loot gaye
To loot gaye hum teri mohabbat mein

Más de kk

20 canciones
  • All I Want For Christmas Is You
  • Tum Ho Mera Pyar
  • Pyar Ke Pal
  • Dil Ibaadat
  • Laapata (feat. Palak Muchhal)
  • It's The Time To Disco (feat. Shaan, Vasundhara Das & Loy Mendonsa)
  • Zara Sa
  • Labon Ko
  • Jeetne Ke Liye
  • Kya Mujhe Pyaar Hai
  • Chale Jaise Hawaein
  • All I Want For Christmas Is You
  • Teri Yaadon Mein
  • Mujhko Pehchaanlo
  • Ajab Si
  • Kal Ki Hi Baat Hai
  • Saanson Ke
  • Vada Humse Karo (feat. Piyush Shankar)
  • Tadap Tadap (feat. Dominique Cerejo)
  • Sajda mein karun pyaar
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA