Dukhi man mere sun mera kehna
Jahan nahin chaina wahan nahin rehna
Dard hamaara koi na jaane
Apni garaj ke sab hain deewane
Kiske aage rona royen
Des paraaya log begaane
Dukhi man mere
Laakh yahan jholi phailale
Kuchh nahin denge is jag wale
Pathhar ke dil mom na honge
Chahe jitna neer bahaale
Dukhi man mere
Apne liye kab hain yeh mele
Hum hain har ek mele mein akele
Kya paaega is mein rehkar
Jo duniya jeevan se khele
Dukhi man mere
Tere Chehre Se Nazar Nahin
Yeh Koyi Kanwari Kanwari
Kaanchi Re, Kaanchi Re
Kab Ke Bichhde
Hoton Pe Jaan Chali
Ho Jidar Dekhloon
Hum Ko To Yaara Teri
Bahut Door Hoke Bahut
Koi Humdum Na Raha Koi
Chhedo Naa Meree Julfe
Aane Wala Pal Jane Wala Pal
Sa Sa Sa Sa Re
Panthi Hoon Main Uss Path Ka
Jeevan Se Na Haar
Bhanware Ke Gunjan Hai Mera Dil
Gori O Gori Prem Kar Le
Neend Churake Raaton Mein
Salamat Rahe Dostana Humara
Ham Nahin Jhuumate Hain Jhuumata Hai Saara Jahaan
Tere Chehre Se Nazar Nahin