ajeeb saaneha mujh par guzar gaya yaaro
main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro
har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundhala
har ek zakm mere dil ka bhar gaya yaaro
bhatak rahi thi jo kashti vo gaqr-e-aab hui
chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
vo kaun tha vo kaha ka tha kya hua tha use
suna hai aaj koi shaks mar gaya yaaro
Footpathon Ke Ham Rehne Wale
Telephone Dhun Mein Hansane Vaali
Phoolon Mein Khushboo Hai
Tu Har Ghadi
Roja Roja
Chanda Re Chanda Re
Khwaabon Mein Sargoshi Se - Sonu Nigam ii
Paka Mat
Kitni Baatein
Judaai Judaai (sad)
Ajeeb Saaneha Mujh Par
Tere bina zindagi se koyi
Judaai Judaai
Kuchh Der Tak
Chanda re chanda re 2
Main Jo Hoon
Tu Maange Dil
Main Sochoon Yeh Kaise
Tum Bhi Na Mano
Kuch Saal Pehle