Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de Ghabarake Darr Darr Ke de Adnan Sami - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

Ghabarake Darr Darr Ke

Adnan Sami

Canciones

Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

jindagaani ko samajh le khel tu, muskuraake mushkilo ko jhel tu
saari duniya mein nahi tujhsa koyi, tu anokha hai yaha, anmol tu
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

chaahe uss duniya mein tu jaaye kahin
haan julm se khaali nahi koyi jami
tu jo chaahe toh mita de julm ko
shart yeh hai tujhko ho khud par yakin
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho
ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Más de Adnan Sami

20 canciones
  • Ghabarake Darr Darr Ke
  • Good Luck
  • Mujhe Raba Se Pyar Tha
  • Kasam
  • Mera Jahaan
  • Badal Wo Aaye
  • Baaho Me Nahee Rehna
  • Jaadoo Jaadoo
  • Lets Do The Mumbai Saalsa
  • Haan Ji
  • Dil Kya Kare
  • Mere Wajud Me Too Kaash Yu Utar Jaaye
  • Kabhie Naee
  • Teree Baaho Me Jo Gujaree
  • Noor-E-Khuda
  • Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaay
  • Gujare Jo Mere Ghar Se
  • Lift Kara De
  • Aye Udi Udi
  • Laila O Laila
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA