Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Escuchar música y letra de 1626206 de Adnan Sami - Escucha y canta NewMusicas

Artist profile picture

1626206

Adnan Sami

Canciones

Mann mein kahin ho lagan, sada rahe jo dhyan magan
mitha phal paayega wahin, bujhegi usiki antar agan

doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara, karliyaan
koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole

uff laddu halwa khir malaayi subah se bane kadhaayi
haan dusara kya nahin koyi kaam, bhais bhi maange rokda daam
yunn toh ban jaayega dhol, peth hai ya black hole
doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan
koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole
peth hai ya black hole

jeebh macha rahi hai dhoom, chehra phir bhi hai maasoom
ghar bhaar ko khoob nachaaya, sar saaron ka chakraaya
bhaage har koyi gol gol, peth hai ya black hole
doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan
koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole

khaate hi khaate ja, ruko na khaate ja
khaake phir tum so jaao, uthake phir se tum khaao, khaate hi khaate jaao
ho, khaali, haandi khaali, khaali kadaayi, khaali mithaayi
ho bekaar hai dibbe ka dhakkan, andar bacha nahin hai makhkhan
abb kya khaayenge toh bol, peth hai ya black hole
doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan
koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole
peth hai ya black hole

Más de Adnan Sami

20 canciones
  • Lift Kara De
  • Kasam
  • Noor-E-Khuda
  • Kisi Din
  • Jee Lo Yeh Hasi Ke Hai Jo Do Pal
  • Jaadoo Jaadoo
  • Kaise Kaise Sapane Dekhe The
  • Yeh Jamin Ruk Jaaye, Aasman Jhuk Jaay
  • Yaad Aayi Yaad Ayi
  • Ai Khuda Jisane Kee Justju
  • Ishq Hota Nahin Sabhi Ke Liye
  • Dekho Dekho Dekho Dil Yeh Dole
  • Wakt Bhee Aaj Khafa Hai Janeja
  • Mehfuz Ishq Tera Hai Dil Mein Iss Tarah
  • Dekha Tujhe Toh Yeh Shuru Huwa Silsila
  • Teri Aankhein Garam Masala
  • Good Luck
  • Tere Yad Aatee Hai
  • Tere Bina Jiya Jaye Na
  • Bheegi Bheegi Raaton Mein
  • Inicio Bad Bunny Canciones Religiosas Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA